Mothers Day 2020 Shayari in hindi, Hindi Status on Mothers day
Mothers Day Shayari
सर पर जो हाथ फेरे तो हिम्मत मिल जाये,
माँ एक बार मुस्कुरा दे तो जन्नत मिल जाये।
Sar Par Jo Haath Fere To Himmat Mil Jaye,
Maa Ek Baar Muskura De To Jannat Mil Jaye.
Mothers Day 2020 Shayari |
चलती फिरती आँखों से अज़ाँ देखी है,
मैंने जन्नत तो नहीं देखी है माँ देखी है।
Chalti Firti Aankhon Se Azaan Dehi Hai,
Maine Jannat To Nahi Dekhi Hai Maa Dekhi Hai.
Mothers Day 2020 Shayari |
सीधा साधा भोला भाला मैं ही सब से सच्चा हूँ,
कितना भी हो जाऊं बड़ा माँ आज भी तेरा बच्चा हूँ।
Seedha Sadha Bhola Bhala Main Hi Sabse Achchha Hoon,
Kitna Bhi Ho Jaaun Bada Maa Aaj Bhi Tera Bachcha Hoon.
Mothers Day 2020 Shayari
यूँ तो मैंने बुलन्दियों के हर निशान को छुआ,
जब माँ ने गोद में उठाया तो आसमान को छुआ।
Yun To Maine Bulandiyon Ke Har Nishaan Ko Chhuaa,
Jab Maa Ne God Mein Uthaya To Aasman Ko Chhuaa.
Mothers Day 2020 Shayari in hindi, Hindi Status on Mothers day
वो लिखा के लाई है किस्मत में जागना,
माँ कैसे सो सकेगी कि बेटा सफ़र में है।
Wo To Likha Ke Laayi Hai Kismat Mein Jaagna,
Maa Kaise So Sakegi Ki Beta Safar Mein Hai.
Mothers Day 2020 Shayari |
ऐ अँधेरे देख मुँह तेरा काला हो गया,
माँ ने आँखें खोल दी घर में उजाला हो गया।
Aye Andhere Dekh Tera Munh Kala Ho Gaya,
Maa Ne Aankhein Khol Di Ghar Mein Ujala Ho Gaya.
Mothers Day 2020 Shayari in hindi, Hindi Status on Mothers day
माँ पहले आँसू आते थे तो तुम याद आती थी,
आज तुम याद आती हो और आँसू निकल आते है।
Maa Pehle Aansu Aate The To Tum Yaad Aati Thi,
Aaj Tum Yaad Aati Ho Aur Aansu Nikal Aate Hai.
Mothers Day 2020 Shayari |
बद्दुआ संतान को इक माँ कभी देती नहीं,
धूप से छाले मिले जो छाँव बैठी है सहेज।
BadDuaa Santaan Ko Ek Maa Kabhi Deti Nahin,
Dhoop Se Chhale Mile Jo Chhaon Baithhi Hai Sehej.
Mothers Day 2020 Shayari
सख्त राहों में भी आसान सफ़र लगता है,
ये मेरी माँ की दुआओं का असर लगता है।
Sakht Raahon Mein Bhi Aasaan Safar Lagta Hai,
Yeh Meri Maa Ki Duaaon Ka Asar Lagta Hai.
Mothers Day 2020 Shayari in hindi, Hindi Status on Mothers day
जब-जब कागज पर लिखा मैंने माँ का नाम,
कलम अदब से बोल उठी हो गये चारों धाम।
Jab Jab Kagaj Par Likha Maine Maa Ka Naam,
Kalam Adab Se Bol Uthi Ho Gaye Charo Dhaam.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें