Shayari on Irrfan Khan Death

Shayari on Irrfan Khan Death



Maut Bakhsi Hai

Chhod Diya Mujhko Aaj Meri Maut Ne Yeh Kah Kar,
Ho Jao Jab Zinda, To Khabar Kar Dena.

छोड़ दिया मुझको आज मेरी मौत ने यह कह कर,
हो जाओ जब ज़िंदा, तो ख़बर कर देना।

Shayari on Irrfan Khan Death
Shayari on Irrfan Khan Death


Choom Kar Kafan

Maut Ek Sachchai Hai Usme Koyi Aib Nahin,
Kya Leke Jaoge Yaaro Kafan Me Koyi Jeb Nahi.

मौत एक सच्चाई है उसमे कोई ऐब नहीं,
क्या लेके जाओगे यारों कफ़न में कोई जेब नही।

Choom Kar Kafan Me Lapte Mere Chehre Ko,
Usne Tadap Ke Kaha...
Naye Kapde Kya Pahn Liye, Hume Dekhte Bhi Nahin.

चूम कर कफ़न में लपटे मेरे चेहरे को
उसने तड़प के कहा,
नए कपड़े क्या पहन लिए, हमें देखते भी नहीं'।

Shayari on Irrfan Khan Death
Shayari on Irrfan Khan Death
Wo Humari Laash Par

Jiski Yaad Me Sare Jahnan Ko Bhul Gaye,
Suna Hai Aajkal Wo Humara Naam Tak Bhul Gaye,
Kasam Khayi Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro,
Aaj Wo Humari Laash Par Aana Bhul Gaye.

जिसकी याद में सारे जहाँ को भूल गए,
सुना है आजकल वो हमारा नाम तक भूल गए,
कसम खाई थी जिसने साथ निभाने की यारो,
आज वो हमारी लाश पर आना भूल गए।

Shayari on Irrfan Khan Death
Shayari on Irrfan Khan Death


Bas Ek Baar Aaye

Ishq Kahta Hai Mujhe Ik Baar Kar Ke Dekh,
Tujhe Maut Se Na Milawa Diya To Mera Naam Badal Dena.

इश्क कहता है मुझे इक बार कर के देख,
तुझे मौत से न मिलवा दिया तो मेरा नाम बदल देना।

Tamanna Yehi Hai Bas Ek Baar Aaye,
Chaahe Maut Aaye Chaahe Yaar Aaye.

तमन्ना ययही है बस एक बार आये,
चाहे मौत आये चाहे यार आये।


Shayari on Irrfan Khan Death
Shayari on Irrfan Khan Death

Janaza Rok Kar Mera

Janaza Rok Kar Mera Wo Iss Andaaz Se Bole,
Gali Humne Kahi Thi Tum To Duniya Chhode Jate Ho.

जनाजा रोक कर मेरा, वो इस अंदाज़ से बोले,
गली हमने कही थी तुम तो दुनिया छोड़े जाते हो।

Apne Wajood Par Itna Na Itra-E-Zindagi,
Wo To Maut Hai Jo Tujhe Mohlat Deti Ja Rahi Hai.

अपने वजूद पर इतना न इतरा ए ज़िन्दगी,
वो तो मौत है जो तुझे मोहलत देती जा रही है।

टिप्पणियाँ